Duration 3:24

DAGH DEHLVI - Meri Jaan Chahne Wala Badi Mushkil Se Milta Hai - LEHJA [Urdu Poetry Channel]

10 747 watched
0
365
Published 26 Jan 2021

Urdu Poetry of Nawab Mirza Khan Daagh Dehlvi Ghazal: Meri Jaan Chahne Wala Badi Mushkil Se Milta Hai Recitation: Raheel Farooq ملاتے ہو اسی کو خاک میں جو دل سے ملتا ہے داغؔ دہلوی کی اردو شاعری غزل: ملاتے ہو اسی کو خاک میں جو دل سے ملتا ہے شاعر: نواب مرزا خاں داغؔ دہلوی --------- Love the classics? Buy the classics! LEHJA STORE: https://teespring.com/stores/urdu Lehja opens a store on Teespring. Buy T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with the classy Urdu graphics that mark Lehja. LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We present recitations of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) in the voice of Raheel Farooq with classic background music is an experience people of taste can have nowhere else. SUBSCRIBE NOW! /Recitation SUPPORT US Patronize: https://www.patreon.com/Urdu FOLLOW US ON SOCIAL MEDIA Facebook: https://www.facebook.com/UrduRecitation Twitter: https://twitter.com/UrduRecitation Instagram: https://www.instagram.com/urdurecitation TikTok: https://www.tiktok.com/@ urdurecitation SoundCloud: https://soundcloud.com/urdurecitation Pinterest: https://www.pinterest.com/UrduRecitation Reddit: https://www.reddit.com/r/UrduRecitation Tumblr: https://poetryrecording.com BUSINESS QUERIES Visit Urdu Business Services (our commercial Urdu language solutions - official website linked below) for professional voice over, translation and copywriting services: https://urdu.biz --------- POETRY TEXT: مکمل غزل کا اردو متن: ملاتے ہو اسی کو خاک میں جو دل سے ملتا ہے مری جاں چاہنے والا بڑی مشکل سے ملتا ہے کہیں ہے عید کی شادی کہیں ماتم ہے مقتل میں کوئی قاتل سے ملتا ہے کوئی بسمل سے ملتا ہے پسِ پردہ بھی لیلیٰ ہاتھ رکھ لیتی ہے آنکھوں پر غبارِ ناتوانِ قیس جب محمل سے ملتا ہے بھرے ہیں تجھ میں وہ لاکھوں ہنر اے مجمعِ خوبی ملاقاتی ترا گویا بھری محفل سے ملتا ہے مجھے آتا ہے کیا کیا رشک وقتِ ذبح اس سے بھی گلا جس دم لپٹ کر خنجرِ قاتل سے ملتا ہے بظاہر با ادب یوں حضرتِ ناصح سے ملتا ہوں مریدِ خاص جیسے مرشدِ کامل سے ملتا ہے مثالِ گنجِ قاروں اہلِ حاجت سے نہیں چھپتا جو ہوتا ہے سخی خود ڈھونڈ کر سائل سے ملتا ہے جواب اس بات کا اس شوخ کو کیا دے سکے کوئی جو دل لے کر کہے کم بخت تو کس دل سے ملتا ہے چھپائے سے کوئی چھپتی ہے اپنے دل کی بیتابی کہ ہر تارِ نفس اپنا رگِ بسمل سے ملتا ہے عدم کی جو حقیقت ہے وہ پوچھو اہلِ ہستی سے مسافر کو تو منزل کا پتا منزل سے ملتا ہے غضب ہے داغؔ کے دل سے تمھارا دل نہیں ملتا تمھارا چاند سا چہرہ مہِ کامل سے ملتا ہے Complete Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta): milāte ho usī ko ḳhaak meñ jo dil se miltā hai mirī jaañ chāhne vaalā baḌī mushkil se miltā hai kahīñ hai iid kī shādī kahīñ mātam hai maqtal meñ koī qātil se miltā hai koī bismil se miltā hai pas-e-parda bhī lailā haath rakh letī hai āñkhoñ par ġhubār-e-nā-tavān-e-qais jab mahmil se miltā hai bhare haiñ tujh meñ vo lākhoñ hunar ai majma-e-ḳhūbī mulāqātī tirā goyā bharī mahfil se miltā hai mujhe aatā hai kyā kyā rashk vaqt-e-zab.h us se bhī galā jis dam lipaT kar ḳhanjar-e-qātil se miltā hai ba-zāhir bā-adab yuuñ hazrat-e-nāseh se miltā huuñ murīd-e-ḳhās jaise murshid-e-kāmil se miltā hai misāl-e-ganj-e-qārūñ ahl-e-hājat se nahīñ chhuptā jo hotā hai saḳhī ḳhud DhūñD kar saa.il se miltā hai javāb is baat kā us shoḳh ko kyā de sake koī jo dil le kar kahe kam-baḳht tū kis dil se miltā hai chhupā.e se koī chhuptī hai apne dil kī betābī ki har tār-e-nafas apnā rag-e-bismil se miltā hai adam kī jo haqīqat hai vo pūchho ahl-e-hastī se musāfir ko to manzil kā patā manzil se miltā hai ġhazab hai 'dāġh' ke dil se tumhārā dil nahīñ miltā tumhārā chāñd sā chehra mah-e-kāmil se miltā hai #UrduPoetry #DaghDehlvi #شاعری

Category

Show more

Comments - 26